Showing posts with label Hindi Sms On Zindagi. Show all posts
Showing posts with label Hindi Sms On Zindagi. Show all posts

Saturday, January 10, 2009

Zindagi mohtaz nahi manzilo ki,

Monday, December 1, 2008

Zindagi ke kuch lamhe yadgar hote hai

yadon me kuch log khas hote he

yun to wo door rehte hai nazro se

par unke ehsas dil k paas hote hein

Sunday, November 30, 2008

zaroori nahi har jagah tumhe hum jaise milenge

Friday, November 28, 2008

Ittefaq se hum mile

Wednesday, November 19, 2008

Fiza mein mehekti ek shaam ho tum

Fiza mein mehekti ek shaam ho tum,

Pyar mein chalakta jam ho tum.

Seene main chupaye phirte hai hum yaad tumahari,

Meri zindagi ka dusra naam ho tum.

Tuesday, November 11, 2008

Mujhe geera kar, agar tum sambal sako, to chalo

safar mein dhup to hogi hindi sms
Safar mein dhup to hogi, agar nikal sako, to chalo

Sabhi hai bheed mein, agar tum bhi chal sako, to chalo

Yaha par koi kisi ko rasta nahi deta


Mujhe geera kar, agar tum sambal sako, to chalo

Wednesday, November 5, 2008

Tum khafa hogaye to koi khushi na rahegi

तुम खफा हो गए तो कोइ खुशी ना रहेगी,

तेरे बिना चिरागों में रौशनी रहेगी;

क्या कहे क्या गुजरेगी दिल पर,

जिंदा तो रहेंगे पर ज़िन्दगी रहेगी.

Tum khafa hogaye to koi khushi na rahegi,

Tere bina chirago me roshni na rahegi;

Kya kahe kya guzregi dil par,

Zinda to rahenge par zindagi na rahegi.