Monday, December 1, 2008

Hawaon Ke Haath Ek Armaan Bheja Hai

Zindagi ke kuch lamhe yadgar hote hai

yadon me kuch log khas hote he

yun to wo door rehte hai nazro se

par unke ehsas dil k paas hote hein

Jab jindagi samaj aai to jindagi se dur the ham


Dosti Ek Manzil Hai Koi Anjaam Nahin

Lamha-Lamha aapke pyaar ko taraste hai


Pyar aapka paaker bhi aur chaah karte hai..

Ye kaisi pyaas hai jo khatam nahi hoti..

ham har pal aapke manuhaar ko tadapte hai..!!

Ye kaisa hamara milan hai


Jee bher ke ek-duje ko chhu bhi nahi sakte.

Pyar karte hai aapse be-inteha.

magar pyar karke aapko jata bhi nahi sakte.

Gham Ke Mare Jo Muskuraye Hain


Gham Ke Mare Jo Muskuraye Hain,

Aansuon Ko Bhi Pasine Aaye Hain,

Kya Bala Hai Khushi Nahi Maalum,

yeh karam bhi kar ke dekhenge

ke ulfat mein bhi yaad kar ke dekhenge

gar aansu hi likhe hai hamari kismat mein

to un aansuon ko bhi pee kar dekhenge


Vo bhi hamein mang lete toh kya baat hoti

Vo bhi humein chahte toh kya baat hoti…

Pane ka arman toh tha… bin mange mil jate toh kya baat hoti…

Is dil mein pyar tha itna… vo jaan lete to kya baat hoti…

Humne manga tha unko khuda se…

Vo bhi hamein mang lete toh kya baat hoti…

Wo bewafa hamara imtihaan kya legi


Milegi nazron se nazar to nazar zuka degi,

Use meri kabr pe dia jalane ko mat kehna,

Wo nadan hai kahin apna haath jala legi..

tanhaaiyo par yaado ka silsila rah jayega

tanhaaiyo par yaado ka silsila rah jayega,


laut jayenge parinde ghosla rah jayega,


tum bhale hi band kar lo apni yaado ka mahal,