Thursday, November 20, 2008

Bohat door kahin door se aye hain hum

Bohat door kahin door se aye hain hum

Yu hi kahin chale jayenge hum


Abhi to huyi hai mulakat tum se


Ek din tum se bichhad jayenge hum

Wo ruthe is kadar ki manaya na gaya

Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu

Kuch nasha to aapki baat ka hai

Kuch nasha to aapki baat ka hai

Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai

Hame aap yuhi sharabi na kahiye,

Yeh dil par asar to aapse mulaqat ka hai

Is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye

Is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye.

Kyu ho humse khafa, bayan to kijiye,

Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata,

Yu yaad na karke saza na dijiye.

Dosti ka pehala pegam aapke naam

Dosti ka pehala pegam aapke naam,

Zindagi ki akhari sham aapke naam.

Iss safar main humsafar hain hum dono,

Is dosti ko nibhana hain aapka kaam.

Rishton ki ye duniya hai niraali

Rishton ki ye duniye hai niraali,

Sab riston se pyaari hai dosti tumhaari.

Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree,

Agar aa jaaye muskaan hot pe tumahari.

Khuda se thoda raham khareed lete

Khuda se thoda raham khareed lete,

Aap ke zakhmo ka marham khareed lete.

Agar kahi bikti khushiya meri,

To saari bech kar aap ka har ghum khareed lete.

Hum to dil deneko taiyar baithe hai

Jamane se nahi to tanhai se darta hu

Yun dur rehkar duriyon ko badaya nahi karte

Aankhon ki zuban wo samajh nahi pate

Har baat ka matlab inkar nahi hota