Sunday, November 30, 2008

Ikrar may shabdo ki ahmiyat nai hoti

Hum wo ishq hain jo dil bankar dhadakte hai

zaroori nahi har jagah tumhe hum jaise milenge

Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari

auro ko to theek humko bhi tabaah kiya

Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai

You must be a good runner

Tum hee kyon bhaye dil ko kya malum

Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tum

Humse door jayoge kaise

hum millenge tumhe tumhari parchaai mein

Bolti hai dosti chup rehta hai pyar

jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare

Aap to manzil ko mushkil samajte he

Kahete hai ishq mein nind udd jaati hai

Dil se tumhe kaise mita de

Jawani agar diwani na hoti to


Saturday, November 29, 2008

Mein Tumhare Liye Sab Kuch Karta

Friday, November 28, 2008

Kuch nasha to aapki baat ka hai

Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar

Haqiqat samjho ya afsana

Tumse doori ka ehsaas jab satane laga

Ittefaq se hum mile

Ishq ke rishte kitne ajib hote hai

Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai

Chand ki raton mein sara jahan sota hai

Jinki yaad mein hum dewane ho gaye

Jaruri nahi dosto me baat hoti rahe

Thursday, November 27, 2008

Marhum Ki Jagah Mar Hum Gaye

Tum itni bholi ho ke palko pe bitha kar rakhta hu

Tum itni bholi ho ke palko pe bitha kar rakhta hu.
Kahi tum gir na jao is liye chashma laga kar rakhta hu.

har taraf ha-hakar machate hai

teri palkon par aansu,

ek naya toofan laatein hai,

jo tod dete hai dil ke darwaje,

aur har taraf ha-hakar machate hai.

kabhi roothna mat mere dost

kyu tod diya pyar ka waada

dil bher jaye to her koi thukra deta hai

hum banke hawa her pal aapse milte rahega

Wednesday, November 26, 2008

Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha

Jagaya unhone aisa ke aaj tak so na sake

Isliye palkon ko gira rakha hai

Jab jab hame pyaas lagti hai

Kismat se apni sabko shikayat kyu hai

Kya pata kal kaun teri zindagi me aa jayega

Savera kya hua, sitaro ko bhul gaye

Thokar lage tenu v kisi de pyar wali

Tuesday, November 25, 2008

Apse Mile To Sab Se Door Ho Gaye

zakhm jab mere sine ke bhar jayenge

Gulaab Ki khushboo Ko Churaya Nahi Jata

dost ki zarurat har pal hoti hai

Saturday, November 22, 2008

Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai

"Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai
Zulf-o-Rukhsaar ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
Bhookh Aur Pyaas ki Maari Hui Is Duniya Mein
Ishq Ek Haqeeqat Nahin Kuch Aur Bhi

Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya

Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya, to sher ban gaya,
Logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya.
Mohobbat ki paak rooh mere shero me hai,
Ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya.

Saza mili hai humein muskurane ki

Bahut tamanna thi, pyar mein aashiyana banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
Usi ka karz hai, jo aaj hai aankhon mein aansoo,
Saza mili hai humein muskurane ki !

wo sochte hai dil hamara dukhta nahi

Dariya wafaoo ka kabi rukta nahi,
Mohabat me insaan kabhi jukta nahi,
Hum chup hai kisi ki khushi ke liye,
aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi.

Apno ne Zehar ka jaam de diya

Apno ne Zehar ka jaam de diya,
Gairon ne Bewafa naam de diya.
Wo jo kehte they bhul na jana hume,
Aaj unhone hi bhari MEHFIL
me ANJAAN keh diya hain

Jab ankh khulegi Tanhai hi milegi

Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi...
Wafa kar lo chahe jitni Bewafai hi milegi...
Jitna marzi kisi ko apna bana lo,
Jab ankh khulegi Tanhai hi milegi !

Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le

Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai.
Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai'
Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le.
Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai.

kuchh beete hue lamho se mulakat hui

kuchh beete hue lamho se mulakat hui

kuchh tute hue sapno se baat hui

yaad jo karne baithe un tamam yaado ko

to aapki hi yaado se shuruat hui

E khuda mere dosto ko salamat rakhna


Katl Karne Ke Liye Teri Muskaan hi Kafi Hai

Mere Jine ke Liye Tera Armaan Hi Kafi Hai .

Dil Ke Kalam Se Likhi Ye Dastaan Hi Kafi Hai.

Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zaroorat-E-Nazneen,

Katl Karne Ke Liye Teri Muskaan hi Kafi Hai

Unke Bewafai Par Wafa Hum Karenge

Unke Bewafai Par Wafa Hum Karenge

Yaad Ko Unki Dil Se Juda Hum Karenge

Itna Chaha Phir Bhi Yakeen Nahin

Aise Zindagi Jee Kar Kya Karenge

Hum To Kab Ke Mar Gaye Hote

Dil Ki Basti Bikhar Gayi Hoti

Ke Rooh Ke Zakhm Bhar Gaye Hote

Yeh Zindagi To Aap Ki Amaanat Hai Warna

Hum To Kab Ke Mar Gaye Hote

Har khushi kam hai Tera gum bhulane ke liye

Har khushi kam hai,

Tera gum bhulane ke liye,

Ek tera gum hi kaafi hai,

Mujhe umr bhar rulane ke liye

Kaash who nagme hame sunaye na hote,

Kaash who nagme hame sunaye na hote,

Aaj unko sun kar aansu aye na hote.

Agar isi tarah bhool hi jaana tha,

To itni gehrai se dil me samaye na hote.

Friday, November 21, 2008

Ishq ke bhi kuch aadaab hote hai

Ishq ke bhi kuch aadaab hote hai,
Jaagti aankho mein bhi khwaab hota hai,
Har koi roye yeh zaroori toh nahin,
Khush aankho mein bhi sailaab hota hai..

Mein shikayat na karungi aaj ke baad

Mein shikayat na karungi aaj ke baad,
Mein ulfat na karungi aaj ke baad,
Apni barbad mohabaat ki kasam,
Mohabaat na karungi aaj ke baad

Suraj se kaho ke ki roshni dena chod de

Suraj se kaho ke ki roshni dena chod de,

Sitaro se keho ki timtimana chod de,

Agar tum nahi aa sakte to apni

yaado se kaho hame satana chod de

Aapki yaad aye aur ankhe gili na ho

Ho sakata hai barish ke baad aasman nila na ho,

Ho sakata hai dhup aane par sarso pila na ho,

Par aise kaise ho sakata ki

appki yaad aye aur ankhe gili na ho.

Kai raaz aise hote hai jo bataye nahi jate

Kai raaz aise hote hai jo bataye nahi jate,

Kai dil aise hote hai jo thode nahi jate,

Aur kuchh app jaise dost hote hai

jo chhode nahi jate

Thursday, November 20, 2008

Bohat door kahin door se aye hain hum

Bohat door kahin door se aye hain hum

Yu hi kahin chale jayenge hum


Abhi to huyi hai mulakat tum se


Ek din tum se bichhad jayenge hum

Wo ruthe is kadar ki manaya na gaya

Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu

Kuch nasha to aapki baat ka hai

Kuch nasha to aapki baat ka hai

Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai

Hame aap yuhi sharabi na kahiye,

Yeh dil par asar to aapse mulaqat ka hai

Is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye

Is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye.

Kyu ho humse khafa, bayan to kijiye,

Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata,

Yu yaad na karke saza na dijiye.

Dosti ka pehala pegam aapke naam

Dosti ka pehala pegam aapke naam,

Zindagi ki akhari sham aapke naam.

Iss safar main humsafar hain hum dono,

Is dosti ko nibhana hain aapka kaam.

Rishton ki ye duniya hai niraali

Rishton ki ye duniye hai niraali,

Sab riston se pyaari hai dosti tumhaari.

Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree,

Agar aa jaaye muskaan hot pe tumahari.

Khuda se thoda raham khareed lete

Khuda se thoda raham khareed lete,

Aap ke zakhmo ka marham khareed lete.

Agar kahi bikti khushiya meri,

To saari bech kar aap ka har ghum khareed lete.

Hum to dil deneko taiyar baithe hai

Jamane se nahi to tanhai se darta hu

Yun dur rehkar duriyon ko badaya nahi karte

Aankhon ki zuban wo samajh nahi pate

Har baat ka matlab inkar nahi hota

Wednesday, November 19, 2008

Tumse door kaise reh pate

Teri berukhi ko be rutba dia humne

Zindagi me kabhi kabhi aisa hota hai

wo sochte hai hum unse pyar nahi karte

Tum paas ho to tujhpe pyar aata hai

Fiza mein mehekti ek shaam ho tum

Fiza mein mehekti ek shaam ho tum,

Pyar mein chalakta jam ho tum.

Seene main chupaye phirte hai hum yaad tumahari,

Meri zindagi ka dusra naam ho tum.

Jam pe jam pine se kya fayda

Ansoo tere nikale to aankhein meri ho

I am a dog and u r a flower


Aapke haath me mobile hai

God Made You And

Monday, November 17, 2008

Usane jo mera sath na diya


usane jo mera sath na diya

Kabhi Aana meri Kabar Par

Sunday, November 16, 2008

Teri judai bhi hamein pyaar karti hai

LIKE A FRESH DEWDROPS of a new day

Wishing u a day soft as silk


Janam Din Mubarak Ho

Mahek Dosti Ki Ishq Se Kam Nahin Hoti

If kisses were rain id send u showers

Har Kisi se Nazar milaya nahi karte

The world's most beautiful sentence is

Saturday, November 15, 2008

Agar aapne bhi kisi se pyar kiya hai to

Ishq ibbabat hai ise hone mat dena !

Sanam bewafai hai ise khone mat dena !!

Agar aapne bhi kisi se pyar kiya hai to!


Ishq ibbabat hai ise hone mat dena

Friday, November 14, 2008

Ek Pal Laga Muje Unse Nigahe Milane Me

From: "Milan Shah" milan@milan.co.ke

Duniya Ke dard ko dil me samane Na diya

Khud mit jaaooo par tere liye duaa karun

Intezaar ka Jo Meetha Dard diya hai Aapane

Har kadam pe dhoke milte rahege

ASHMAN PE KALI GHATA CHAI HAI

ASHMAN PE KALI GHATA CHAI HAI,
AAJ PHIR HAMNE PRINCIPAL SE DAT KHAI HAI,
WOH KEHTE HAI SUDHAR JAO, KAISE SUDHRE,
MADAM AAJ PHIR SE PATAKA BANKE AAI HAI.

HEMANT MAHESHWARI

From: "sachinrana258" sachinrana258@yahoo.co.in


hindi sms on ashman pe kali ghata

Doriyan bohat hain magar itna samjh lo

Ek tera badal jana ajeeb lagta hai

Kab hui pyar ki barsat mujhe yaad nahi

Woh pyari nigah sada yaad rahegi

Tarasti najaron ne her pal us ka sath manga

Haqiqat na punch mere afsane ki

Umar ki rah me raste badal jate hain

Jane kis baat ki woh mujh ko saza deta hai

Wednesday, November 12, 2008

Hum hai ki ek umar se soye hi nahi

Palko ke kinare humne bhigoye hi nahi,

woh sochte hai hum roye hi nahi,

woh puchte hai khwabon me kise dekhte ho,

hum hai ki ek umar se soye hi nahi

Dekhi hai humne duniya jahaan husne-e-bazar ke

Dekhi hai humne duniya jahaan husne-e-bazar ke,

too wahin ruk jaye hamari nazar ye itni sasti nahi,

koi hoor, koi noor ya koi zannat ki pari ho to kya,


dava hai hamara tik jaye tere samne aisi koi hasti nahi

chali ja meri nazro se door

Darta huin kahin main pagal na ban Jau,

teekhi nazar aur sunahre roop ka kayal na ban Jau,

ab bas bhi kar zalim kuch to raham kha mujhe per,


chali ja meri nazro se door kahin main shayar na ban Jau

Jalate hai hum apne dil ko diye ki tarah

Jalate hai hum apne dil ko diye ki tarah

Teri Zindagi main khushiyon ki roshni lane ke liye

Seh jate hai har chubhan ko apne pairon tale

Teri Rahon main phool bhichane ke liye

khuda jaane aaj kis kis ki shamat aye hai

Na misaal milegi tere husn ki iss kaynaat main,

tu itni kasis bhari khoobsurti kahain se layi hai,

labo hain maykhane aur ankhain chalakte pamane,

aye khuda jaane aaj kis kis ki shamat aye hai.

Unki julfo ke tale hum zamana bhula dete hain

Unki julfo ke tale hum zamana bhula dete hain,

vo ek nazar se kitne armaan jaga dete hain,

ishq to unko bhi hai humse ye jaanta hain hum,

phir bhi na kah kar kyoin vo iss dil ko saza dete hain

Gum-e-ulfat main hum had se gujar gaye

Gum-e-ulfat main hum had se gujar gaye,

ki unke ishq main hum deewane ban gaye,

humne to sunai thi apni daastain-e-dil unko,

vo zalim samjhe gazal aur wah wah kar gaye

Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the

Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the,

yaad unhe din rat kiya karte the,

ab un raho se guzra nahi jata,

jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.

Kisiko apna banane me der lagti hai,

Kisiko apna banane me der lagti hai,

ek vada nibhane me der lagti hai,

pyar to pal bhar me ho jata hai,

magar unhe bhulane me umar lagti hai.