Wednesday, December 31, 2008

Humne kaha is dard ke saath marna Kabul hai

Hum Kho gaye toh rahon mein dhundha karoge

Tuesday, December 30, 2008

Jab tujhe pane mein mujhe zamane lage

Ruuth kar tum mujhe bhulane lage,


Itne durr hue ke bahut yaad aane lage,


Kaise bhuladu tumhe ek pal mein,


Yun to hum kisika peecha nahi karte

Saturday, December 27, 2008

Phir na jane kiss ke liye yeh aankh bhar aayi

Mari maut ki khwahish jatai toh hoti

Dekha unke haath mein haath kisi aur ka

Main apni jeet samajti rahi har haar hone tak

Aap ek Mobile ki tarah ho

Aap ek Mobile ki tarah ho,

Khwab mein atey ho
SMS ki tarah,

Dil mein bas jatay ho Ring Tone ki tarah

Mohabbat aapki hai Network ki tarah,

Hum ko bhool na jaana Balance ki tarah.

Hum jal kar bhi roshni failate rahe

Wednesday, December 10, 2008

Best Hindi Sms Available On Our Site

Best Hindi Sms Available On

Aap to manzil ko mushkil samajte he

Please Wait For Two Minutes As Sms Is Written In Jpg Format.Thank You.
And Please Forward This Best Sms To All Of Your Friends Also.

Please Reply Me If You Like My Mails.

Your Friend
tamanna.s86@gmail.com


best funny hindi sms
Aap to manzil ko mushkil samajte he

Jise hum mangten hai apni dua mein

जिंदगी एक चाहत का सिलसिला है,

कोई किसी से मिल जाता है तो कोई किसी से बिछड जाता है,

जिसे हम माँगते है अपनी दुआ में,

वो किसी को बिना मांगे मिल जाता है.


Zindgi ek chahat ka silsila hai,

Koi kisi se mil jata hai to koi kisi se bichad jata hai,

Jise hum mangten hai apni dua mein,

Wo kisi ko bina mange mil jata hai.

Jitna likh ke kush hue, usse jyada mita ke roe

कभी रो के मुस्कराए, कभी मुस्करा के रोए

उसकी याद जब भी आई, उसे भुला के रोए,

एक उसका ही नाम था, जिसे हजार भार लिखा,

जितना लिख के खुश हुए, उससे ज्यादा मिटा के रोए।

Kabhi ro ke muskraye, kabi muskra ke roe

Uski yaad jab b aayi, use bhula ke roe,

Ek uska hi naam tha, jise hazar bar likha,

Jitna likh ke kush hue, usse jyada mita ke roe

Iltaza hai kisi aur ko yun barbad na karna

हमारी खुशी की भगवान से फरियाद न करना,

भुला देना मुझको कभी तुम याद ना करना,

किया बर्बाद तुने मुझे ये मेरी बदनसीबी थी,

इल्तजा है किसी और को यूँ बर्बाद ना करना।

Hamari khushi ki baghwan se fariyad na karna,

bhula dena mujko kabhi tum yad na karna,

kiya barbad tune mujhe ye meri badnasibi thi,

Iltaza hai kisi aur ko yun barbad na karna

Pathar ki hai Duniya, jazbat nahi samajti

पत्थर की है दुनिया, जज़बात नहीं समझती,

दिल में क्या है वो बात नहीं समझती,

तन्हा तो चाँद भी है सितारों के बीच

मगर चाँद का दर्द बेवफा रात नहीं समझती


Pathar ki hai Duniya, jazbat nahi samajti,

Dil me kya hai Wo baat nai samjti,

Tanha to Chand b hai sitaro ke bich,

magar Chand ka Dard Bewafa Raat nahi samjhati

Sunday, December 7, 2008

Teri nafrat mein dam nahi jo meri chahat ko mita de

Teri nafrat mein dam nahi
jo meri chahat ko mita de,
Yeh mohabbat hai koi khel nahi
jo kohi haske bhula de.

Khuda kare in haseeno ke baap mar jaye

Log ishq karte hai bade shor ke saath

Log ishq karte hai bade shor ke saath,

Humne bhi kiya tha bade zor ke saath,

agar ab karenge zaar gaur ke saath,

yunki kal dekha tha use kisi aur ke saath!

Teri nafarat mein wo dam nahi jo meri chaht ko mita de

Na khuda dil banata na kisise pyar hota

Har nazar nazar mein ek kashish hoti hai

Dekha unhone hume jab apni tirchi nazron se

Yeh mat pucho tum bin hum kya kya khote rahe

Bas dost teri muskurahat kam aaye

Monday, December 1, 2008

Hawaon Ke Haath Ek Armaan Bheja Hai

Zindagi ke kuch lamhe yadgar hote hai

yadon me kuch log khas hote he

yun to wo door rehte hai nazro se

par unke ehsas dil k paas hote hein

Jab jindagi samaj aai to jindagi se dur the ham


Dosti Ek Manzil Hai Koi Anjaam Nahin

Lamha-Lamha aapke pyaar ko taraste hai


Pyar aapka paaker bhi aur chaah karte hai..

Ye kaisi pyaas hai jo khatam nahi hoti..

ham har pal aapke manuhaar ko tadapte hai..!!

Ye kaisa hamara milan hai


Jee bher ke ek-duje ko chhu bhi nahi sakte.

Pyar karte hai aapse be-inteha.

magar pyar karke aapko jata bhi nahi sakte.

Gham Ke Mare Jo Muskuraye Hain


Gham Ke Mare Jo Muskuraye Hain,

Aansuon Ko Bhi Pasine Aaye Hain,

Kya Bala Hai Khushi Nahi Maalum,

yeh karam bhi kar ke dekhenge

ke ulfat mein bhi yaad kar ke dekhenge

gar aansu hi likhe hai hamari kismat mein

to un aansuon ko bhi pee kar dekhenge


Vo bhi hamein mang lete toh kya baat hoti

Vo bhi humein chahte toh kya baat hoti…

Pane ka arman toh tha… bin mange mil jate toh kya baat hoti…

Is dil mein pyar tha itna… vo jaan lete to kya baat hoti…

Humne manga tha unko khuda se…

Vo bhi hamein mang lete toh kya baat hoti…

Wo bewafa hamara imtihaan kya legi


Milegi nazron se nazar to nazar zuka degi,

Use meri kabr pe dia jalane ko mat kehna,

Wo nadan hai kahin apna haath jala legi..

tanhaaiyo par yaado ka silsila rah jayega

tanhaaiyo par yaado ka silsila rah jayega,


laut jayenge parinde ghosla rah jayega,


tum bhale hi band kar lo apni yaado ka mahal,

Sunday, November 30, 2008

Ikrar may shabdo ki ahmiyat nai hoti

Hum wo ishq hain jo dil bankar dhadakte hai

zaroori nahi har jagah tumhe hum jaise milenge

Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari

auro ko to theek humko bhi tabaah kiya

Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai

You must be a good runner

Tum hee kyon bhaye dil ko kya malum

Mere Dil, Jiger, Kidney, Liver ho tum

Humse door jayoge kaise

hum millenge tumhe tumhari parchaai mein

Bolti hai dosti chup rehta hai pyar

jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare

Aap to manzil ko mushkil samajte he

Kahete hai ishq mein nind udd jaati hai

Dil se tumhe kaise mita de

Jawani agar diwani na hoti to


Saturday, November 29, 2008

Mein Tumhare Liye Sab Kuch Karta

Friday, November 28, 2008

Kuch nasha to aapki baat ka hai

Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar

Haqiqat samjho ya afsana

Tumse doori ka ehsaas jab satane laga

Ittefaq se hum mile

Ishq ke rishte kitne ajib hote hai

Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai

Chand ki raton mein sara jahan sota hai

Jinki yaad mein hum dewane ho gaye

Jaruri nahi dosto me baat hoti rahe

Thursday, November 27, 2008

Marhum Ki Jagah Mar Hum Gaye

Tum itni bholi ho ke palko pe bitha kar rakhta hu

Tum itni bholi ho ke palko pe bitha kar rakhta hu.
Kahi tum gir na jao is liye chashma laga kar rakhta hu.

har taraf ha-hakar machate hai

teri palkon par aansu,

ek naya toofan laatein hai,

jo tod dete hai dil ke darwaje,

aur har taraf ha-hakar machate hai.

kabhi roothna mat mere dost

kyu tod diya pyar ka waada

dil bher jaye to her koi thukra deta hai

hum banke hawa her pal aapse milte rahega

Wednesday, November 26, 2008

Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha

Jagaya unhone aisa ke aaj tak so na sake

Isliye palkon ko gira rakha hai

Jab jab hame pyaas lagti hai

Kismat se apni sabko shikayat kyu hai

Kya pata kal kaun teri zindagi me aa jayega

Savera kya hua, sitaro ko bhul gaye

Thokar lage tenu v kisi de pyar wali

Tuesday, November 25, 2008

Apse Mile To Sab Se Door Ho Gaye

zakhm jab mere sine ke bhar jayenge

Gulaab Ki khushboo Ko Churaya Nahi Jata

dost ki zarurat har pal hoti hai

Saturday, November 22, 2008

Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai

"Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai
Zulf-o-Rukhsaar ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
Bhookh Aur Pyaas ki Maari Hui Is Duniya Mein
Ishq Ek Haqeeqat Nahin Kuch Aur Bhi

Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya

Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya, to sher ban gaya,
Logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya.
Mohobbat ki paak rooh mere shero me hai,
Ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya.

Saza mili hai humein muskurane ki

Bahut tamanna thi, pyar mein aashiyana banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
Usi ka karz hai, jo aaj hai aankhon mein aansoo,
Saza mili hai humein muskurane ki !

wo sochte hai dil hamara dukhta nahi

Dariya wafaoo ka kabi rukta nahi,
Mohabat me insaan kabhi jukta nahi,
Hum chup hai kisi ki khushi ke liye,
aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi.

Apno ne Zehar ka jaam de diya

Apno ne Zehar ka jaam de diya,
Gairon ne Bewafa naam de diya.
Wo jo kehte they bhul na jana hume,
Aaj unhone hi bhari MEHFIL
me ANJAAN keh diya hain

Jab ankh khulegi Tanhai hi milegi

Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi...
Wafa kar lo chahe jitni Bewafai hi milegi...
Jitna marzi kisi ko apna bana lo,
Jab ankh khulegi Tanhai hi milegi !

Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le

Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai.
Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai'
Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le.
Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai.

kuchh beete hue lamho se mulakat hui

kuchh beete hue lamho se mulakat hui

kuchh tute hue sapno se baat hui

yaad jo karne baithe un tamam yaado ko

to aapki hi yaado se shuruat hui

E khuda mere dosto ko salamat rakhna


Katl Karne Ke Liye Teri Muskaan hi Kafi Hai

Mere Jine ke Liye Tera Armaan Hi Kafi Hai .

Dil Ke Kalam Se Likhi Ye Dastaan Hi Kafi Hai.

Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zaroorat-E-Nazneen,

Katl Karne Ke Liye Teri Muskaan hi Kafi Hai

Unke Bewafai Par Wafa Hum Karenge

Unke Bewafai Par Wafa Hum Karenge

Yaad Ko Unki Dil Se Juda Hum Karenge

Itna Chaha Phir Bhi Yakeen Nahin

Aise Zindagi Jee Kar Kya Karenge

Hum To Kab Ke Mar Gaye Hote

Dil Ki Basti Bikhar Gayi Hoti

Ke Rooh Ke Zakhm Bhar Gaye Hote

Yeh Zindagi To Aap Ki Amaanat Hai Warna

Hum To Kab Ke Mar Gaye Hote

Har khushi kam hai Tera gum bhulane ke liye

Har khushi kam hai,

Tera gum bhulane ke liye,

Ek tera gum hi kaafi hai,

Mujhe umr bhar rulane ke liye

Kaash who nagme hame sunaye na hote,

Kaash who nagme hame sunaye na hote,

Aaj unko sun kar aansu aye na hote.

Agar isi tarah bhool hi jaana tha,

To itni gehrai se dil me samaye na hote.

Friday, November 21, 2008

Ishq ke bhi kuch aadaab hote hai

Ishq ke bhi kuch aadaab hote hai,
Jaagti aankho mein bhi khwaab hota hai,
Har koi roye yeh zaroori toh nahin,
Khush aankho mein bhi sailaab hota hai..

Mein shikayat na karungi aaj ke baad

Mein shikayat na karungi aaj ke baad,
Mein ulfat na karungi aaj ke baad,
Apni barbad mohabaat ki kasam,
Mohabaat na karungi aaj ke baad

Suraj se kaho ke ki roshni dena chod de

Suraj se kaho ke ki roshni dena chod de,

Sitaro se keho ki timtimana chod de,

Agar tum nahi aa sakte to apni

yaado se kaho hame satana chod de

Aapki yaad aye aur ankhe gili na ho

Ho sakata hai barish ke baad aasman nila na ho,

Ho sakata hai dhup aane par sarso pila na ho,

Par aise kaise ho sakata ki

appki yaad aye aur ankhe gili na ho.

Kai raaz aise hote hai jo bataye nahi jate

Kai raaz aise hote hai jo bataye nahi jate,

Kai dil aise hote hai jo thode nahi jate,

Aur kuchh app jaise dost hote hai

jo chhode nahi jate

Thursday, November 20, 2008

Bohat door kahin door se aye hain hum

Bohat door kahin door se aye hain hum

Yu hi kahin chale jayenge hum


Abhi to huyi hai mulakat tum se


Ek din tum se bichhad jayenge hum

Wo ruthe is kadar ki manaya na gaya

Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu

Kuch nasha to aapki baat ka hai

Kuch nasha to aapki baat ka hai

Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai

Hame aap yuhi sharabi na kahiye,

Yeh dil par asar to aapse mulaqat ka hai

Is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye

Is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye.

Kyu ho humse khafa, bayan to kijiye,

Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata,

Yu yaad na karke saza na dijiye.

Dosti ka pehala pegam aapke naam

Dosti ka pehala pegam aapke naam,

Zindagi ki akhari sham aapke naam.

Iss safar main humsafar hain hum dono,

Is dosti ko nibhana hain aapka kaam.

Rishton ki ye duniya hai niraali

Rishton ki ye duniye hai niraali,

Sab riston se pyaari hai dosti tumhaari.

Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree,

Agar aa jaaye muskaan hot pe tumahari.

Khuda se thoda raham khareed lete

Khuda se thoda raham khareed lete,

Aap ke zakhmo ka marham khareed lete.

Agar kahi bikti khushiya meri,

To saari bech kar aap ka har ghum khareed lete.

Hum to dil deneko taiyar baithe hai

Jamane se nahi to tanhai se darta hu

Yun dur rehkar duriyon ko badaya nahi karte

Aankhon ki zuban wo samajh nahi pate

Har baat ka matlab inkar nahi hota

Wednesday, November 19, 2008

Tumse door kaise reh pate

Teri berukhi ko be rutba dia humne

Zindagi me kabhi kabhi aisa hota hai

wo sochte hai hum unse pyar nahi karte

Tum paas ho to tujhpe pyar aata hai

Fiza mein mehekti ek shaam ho tum

Fiza mein mehekti ek shaam ho tum,

Pyar mein chalakta jam ho tum.

Seene main chupaye phirte hai hum yaad tumahari,

Meri zindagi ka dusra naam ho tum.

Jam pe jam pine se kya fayda

Ansoo tere nikale to aankhein meri ho

I am a dog and u r a flower


Aapke haath me mobile hai

God Made You And

Monday, November 17, 2008

Usane jo mera sath na diya


usane jo mera sath na diya